Quantcast

Sunday 26 April 2015

Poor Pintu

Pintu : I love u...
.
Ladki ne zor se
thappad maara,
aur boli ..
Kya kaha tune ??

Pintu ne bhi ghuma kar
zordaar chaanta maara
aur kaha.. : Kamini..
jab suna hi nahin
to maara kyun !
😂😂😂😂😂😂😂

No comments:

Post a Comment